Posts

Romantic Shayari

Image
                                                  Hichkiyon se ek baat ka ehsaas hota hai, aisa lagta hai shayed hamein koi yaad karta hai; Beshak woh humse milne na aaye, par humpe kuch lamhe barbaad toh karta hai . Khuda ne mere dil mein mohabbath jagayi hai, teri hasi pe sanam maine khushiyan lutayi hai; tu mujhe apna samjhe ya na samjhe, maine apne dil mein teri tasveer banayi hai . . . Nazar se nazar se mulaqath karli, rahe donon khamosh par baat karli; mohabbath ki fiza ko jab khushk paaya, inn aankhon ne ro ro ke barsaat karli . . . Ho jaati hai ibaadath jab banda aur khuda ek jaan keh laati hai, Aa jati hai khayamath jab husn aur ishq jazbaat mein beh jaate hain . . . Dur rehkar tumse tumko yaad karte hain, har pal apne khuda se fariyaad karte hain; jaane kab aayega tumse milne ka woh lamha, har ghadi usi ke khwaab dekha karte hain . . . Suna hai har cheez mil jaati hai Dua se, ek din aapko bhi maang kar dekh lenge apne khuda se . . . jeet toh sakte thay hum Ishq ki baazi, par